Tuesday, July 17, 2007

SOME MOMENTS

main quanat mein saayaron main bhatakta raha
dhoop main dhool main uljhi kisi kiran ki tarah

main bhatakta hoon sadiyon se iss zamin pe gira
jo waqut se katkar ushi lamhe ki tarah

watan mila to zamin ke liye bhatakta raha
gali mein ghar tha nishan dhoondhta raha barson

pehle tumhari rooh mein
ab jism mein bhatakta hoon.....

"labo se chum lo,aankhon se tham lo mujhko
tumhi se janmu toh shayad mujhe panah mile"
labo se chum lo......
labo se chum lo, aankhon se tham lo mujhko
tumhi se janmu toh shayad mujhe panah mile....
tumhi se Janmu toh shayad Mujhe PaNah mile...
labo se chum lo aankhon se tham lo mujhko........

"do saundhe-saundhe se jismjis waqt ek mutthi mein so rahe the
bata to......us waqt main kahan thabata to........us waqt tu kahan thi


"main aarzu ki tapish mein pighal rahi thi kahin...
main aarzu ki tapish mein pighal rahi thi kahin
tumhare jism se hokar,nikal rahi thi kahin
bade haseen the.....
bade haseen the jo,
raah mein gunah mile

tumhi se janmu
toh shayad mujhe panah mile.....
labo se chum lo,
aankhon se tham lo mujhko...

"tumhari lau ko pakedkar jalne ki aarzu mein jab
apne hi aap se lipat kar sulagh raha tha
bata to.....us waqt main kahan thabata to.....us waqt tu kahan thi

"tumhari aankhon ke......
tumhari aankhon ke saahil se door - door kahin
main dhoondhti thi mile khushbuon ka noor kahin
wahin ruki hoon...wahin ruki hoon,
jahan se tumhari raah mile
tumhi se janmu to
shayad mujhe panah mile......
labo se Chum lo.....
aankhon se tham lo mujhko.

No comments:

IndiBlogger - Network of Indian Bloggers
Visit blogadda.com to discover Indian blogs India Counts